Saturday, 31 October 2015

Muhajir Pakistan Mein Military Rule Kyon Chahtay Hain?

Punjabi Pakistan ki population ka 60% aur Sindhi 12% hain, es liay Pakistan level per Punjabi aur Sindh level per Sindhi ko democracy suit kerti hy laykun, UPite (Urdu Bolnay walay Muhajir) chon k Pakistan mein sirf 2% hain es liay Democratic system mein UPite (Urdu Bolnay walay Muhajir) k elect ho kar Pakistan aur Sindh per RULE karnay ka imkaan tu rehta he nahein.

 Yeh he wajah thi k first Prime Minister of Pakistan, Liaquat Ali Khan k waqt say, (jo k Pakistan ka elected nahein bulkay Non-Elected Prime Minister Tha) Liaquat Ali Khan K Liay Aur Constitutional Assembly K UPites Members K Liay, Constituencyaan Bananay K Liay, UP, CP, Bihar Walon Ko Karachi Aur Sindh K Dosray Cities Mein La Kar Aabaad Kiya Gyaa, Jo Aaj Sindh Aur Sindhion K Liay Tabahi Ka Sabub Banay Hoay Hain.

 Punab mein, khas tour per Punjab k cities Lahore aur Rawalpindi mein tu UP, CP Walay, yaani Urdu Bolnay walay Muhajir, jin ko Punjabi MATARWA kehtay hain, 1849 say aabad hotay aa'ay hain. Jo Aaj Punjab Aur Punjabion K Liay Tabahi Ka Sabub Banay Hoay Hain.

 UP Walon (Urdu Bolnay walay Muhajir) ki tarf say Pakistan k qiyaam say lay ker yeh propaganda chala aa raha hy k "Pakistan Mein Dictatorship Honi Chaheay, Democracy Nahein", UPite Politicians, Journalists, Intellectuals, Government Servants, Skilled Professions, Trade and Business Related Urdu Speaking Persons nay yeh bar bar kar k bhe dekhaya, jis k liay inhon nay "Punjab Aur Fooj" ko "Pakistan Aur Islam" k khatray mein honay ka shoor machaa machaa kar aur "Fooj Aur Punjab" ko "Pakistan Aur Islam Ko Bachanay Ka Wahid Zariyaa" karar day day kar khob "Baywaqoof Banaya.

No comments:

Post a Comment